Thursday, July 27, 2023
Famous Urdu Sad Ghazal By Gulzar Sham Se Aankh Main Faiziwrite
شام سے آنکھ میں نمی سی ہے
آج پھر آپ کی کمی سی ہے
دفن کر دو ہمیں کہ سانس آئے
نبض کچھ دیر سے تھمی سی ہے
کون پتھرا گیا ہے آنکھوں میں
برف پلکوں پہ کیوں جمی سی ہے
وقت رہتا نہیں کہیں ٹک کر
عادت اس کی بھی آدمی سی ہے
آئیے راستے الگ کر لیں
یہ ضرورت بھی باہمی سی ہے
sham se ankh mein nami si hai
aaj phir aap ki kami si hai
dafn kar do hamein ki sans aaye
nabz kuch der se thami si hai
kaun pathra gaya hai ankhon mein
barf palkon pe kyun jami si hai
waqt rahta nahin kahin Tik kar
adat is ki bhi admi si hai
aiye raste alag kar len
ye zarurat bhi bahami si hai
Tags
# Gulzar Ghazals

About Urdu Poetry Short
alistarbot is a blogger resources site is a provider of high quality blogger template with premium looking layout and robust design. The main mission of templatesyard is to provide the best quality blogger templates.
Gulzar Ghazals
Labels:
Gulzar Ghazals
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Urdu Ghazals Urdu Poetry Shairy in Urdu Faiziwrite gulzar ghazals
Urdu Ghazals Urdu Poetry Shairy in Urdu Faiziwrite gulzar ghazals خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں ایک پرانا خ...

No comments:
Post a Comment