Saturday, July 29, 2023
Romantic Urdu Ghazal By Gulzar
پھولوں کی طرح لب کھول کبھی
خوشبو کی زباں میں بول کبھی
الفاظ پرکھتا رہتا ہے
آواز ہماری تول کبھی
انمول نہیں لیکن پھر بھی
پوچھ تو مفت کا مول کبھی
کھڑکی میں کٹی ہیں سب راتیں
کچھ چورس تھیں کچھ گول کبھی
یہ دل بھی دوست زمیں کی طرح
ہو جاتا ہے ڈانوا ڈول کبھی
phulon ki tarah lab khol kabhi
khushbu ki zaban mein bol kabhi
alfaz parakhta rahta hai
aawaz hamari tol kabhi
anmol nahin lekin phir bhi
puchh to muft ka mol kabhi
khidki mein kaTi hain sab raaten
kuchh chauras thin kuchh gol kabhi
ye dil bhi dost zamin ki tarah
ho jata hai danwa-dol kabhi
Tags
# Gulzar Ghazals

About Urdu Poetry Short
alistarbot is a blogger resources site is a provider of high quality blogger template with premium looking layout and robust design. The main mission of templatesyard is to provide the best quality blogger templates.
Gulzar Ghazals
Labels:
Gulzar Ghazals
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Urdu Ghazals Urdu Poetry Shairy in Urdu Faiziwrite gulzar ghazals
Urdu Ghazals Urdu Poetry Shairy in Urdu Faiziwrite gulzar ghazals خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں ایک پرانا خ...

No comments:
Post a Comment